Tumko dekha....
tumko dekha...
tumko dekha....to yeh khayal aaya
paaglon ke stock mein naya maal aaya!
[ wah wah wah wah ]
jab parrot hua dirty, parrot say boli maina
don't u worry surf excel hay na
[ wah wah wah wah ]
Itna khubsurat kaise muskura lete ho..
itna kaatil kaise sharma lete ho..
kitni aasani se JAAN le lete ho..
kisine sikhaya hai ya bachpan se hi stupid ho!!
[ wah wah wah wah ]
Hum dua karte hain Khuda se,
ki wo aap jaisa dost aur na banaye...,
Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,
kahin wo bhi common na ho jaye!!
[ wah wah wah wah ]
tum aa gaye ho, noor aa gaya hai..
tum aa gaye ho, noor aa gaya hai..
chalo teeno mil kar picture dekhte hai.
[ wah wah wah wah ]
kahte hai ishq main neend ud jaati hai,
kambhakat koi mujhse bhi ishq kare, neend bahut aati hai...
[ wah wah wah wah ]
Machchar ne mujhe kaata machchar ko junoon tha,
khujli fir aisi machi ke dil besukoon tha,
Humne use pakda, fir chhod diya 'ghalib',
kambakht ki ragon mein apna hi khoon tha.!!!!
[ wah wah wah wah ]
tere dar par sanam baar baar aayenge...
tere dar par sanam baar baar aayenge...
ghanti bajayenge aur bhaag jaayenge...
[ wah wah wah wah ]
[ wah wah wah wah ]
Saturday, August 11, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


No comments:
Post a Comment